56 -
Khell kar
dil se
mere, dil ko wo to toor gyaa,
Khud gyaa apni yadoon ko, dil mei
mere choor gyaa,
Koi to bataa
de mujhe, kese bhuloon main use,
Wo rishtaa rooh
se, meri jo aesaa joor gyaa,
Wo bhool jaye
mujhe, yaa mujhe yaad rakhe,
Meraa qaraar wo lekar, wo chenn toor gyaa,
Wo badnaseeb he kitnaa, use khabar hi nahi,
Sachchi chahaat ko, wo ik
khell smajh bhool gyaa,
written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment