45 -
Kesaa Wo Roog De Gaya Dil Ko,
khud hi khud se Judaa huwe
hum to,
Khud Ki Khud Hi Nahi Khabar AbTo,
Kesaa Ye Ishq Ho
Gaya humKo,
Pyar Sunte The Hum duniyaa Se,
Tujh Ko Chahaa
Hui Khabar humKo,
Kitnaa Mushkil He Tere Bin Jinaa,
Aese Jine Se, Moot aaye
abb To,
Writen By Hameeda Ameer
No comments:
Post a Comment