17 -
Kehnaa use ae baad-e sabaa,
Ye aaj bhi dil use
chahtaa he,
apni saanson mein ye khushboo,
apni saanson mein ye khushboo,
uski aaj bhi mehsoos
karte he,
kehnaa use ke aaj bhi ye dil,
kehnaa use ke aaj bhi ye dil,
usi ke nam se bas dharak
taa he,
usi ke nam se ye taraptaa he,
ye dil aaj bhi har jaghaa,
ye dil aaj bhi har jaghaa,
bas
usi ko dhoondaa
kartaa he,
bas
usi ko chahaa kartaa he,
bas
usi pe dil ye
martaa he,
written by hameeda ameer
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment