53 -
Kabhi un Kaa Naam Lenaa,
kabhi un ko yadd karnaa,
Meraa shook un Ki Chahat,
Bas unhi pe marte
rehna,
Meraa Shook un
Pe Marna,
Deedaar un kaa karna,
Kabhi Chalty - Chalty Tham naa,
Kabhi Chalty - Chalty Tham naa,
Or un ko rook lenaa,
Kabhi hath
tham lenaa,
kabi
Tham Ke, unhei Beth Janaa,
Kabhi Larkharaa Ke Girna,
Kabhi Larkharaa Ke Girna,
Wo snam ke bazuoon mein,
Aur Gir Ke Phir Samhalna,
Or kuch
zabhaan naa kehna,
Kabhi Raat - Raat Ronaa,
Kabhi Raat - Raat Ronaa,
kabhi din se-hi sisaknaa,
kabhi shab se-hi
sisak naa,
Kabhi Daryaa Daryaa Rehna,
Kabhi Daryaa Daryaa Rehna,
Kabhi bund . bund
behnaa
Kabhi Bund - Bund
ban kar,
Shab bharr hi
behte rehnaa,
Rahaa Piyaar Se Hamesha,
Rahaa Piyaar Se Hamesha,
Mera nataa
itnaa gehraa,
Koi Waastaa Hai Apnaa,
lage ishq se puranaa,
Yehi khuwahishe, Hai Apni
Yehi khuwahishe, Hai Apni
Bas unhi pe
marte rehnaa,
Wohi Raastaa he Apnaa,
Wo snam jahaa guzar naa,
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment