27
Ishq kyaa
he, ye pagalpan hain
Ye Sirf dil jazbaat ka khel he, or
kuch bhi
nahii,
Ye Ishq
khobsuraat
ik
dhokaa
he,
Ye Sirf dil waloo ki basti he,
Pyaar kyaa
he ye kuch bhi
nahi,
Jisse do
pal bat karoo,
bas ye hotaa
he,
Ye Sirf jazbaati khel he,
or kuch bhi nahi,
Chahat kyaa he, ye pagalpan hain bas dil ka,
Ye Sirf jhute khuwab dikhati, or
kuch bhi nahi,
Bachke rehnaa
tum sab logo
chahat se,
Chenn khotaa is
main dil ka, or pas rehtaa kuch bhi nahi,
Ye sirf sooch
he unki jinke dil or jazbat
nahi hote,
Sirf unka pesaa imaan he, mal dolat he, or Kuch bhi nahi,
Writen by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment