4 -
Ishq ki aag
main jaltaa he, ye
diwaanaa dil,
Raat din yaad
tujhe kartaa he, ye diwaanaa
dil,
Abb nahi rahnaa
tere bin mujhko, o mere
snaam,
yaad bas tujhko kartaa he, aanhein bharta ye diwaanaa
dil,
Kesaa ye ishq
he, kesaa junoon he,
yaa mere khuda,
Lakh samjhau, phir-bhi
usi pe, ye martaa
he diwanaa dil,
Written by
hameeda ameer

No comments:
Post a Comment