7 –
Is dil ki adhuri khwahish he,
Teri chahaat
mujhko mil jaye,
Meri chahaat ki har baat teri,
Mai dekhoon khuwaab
tu-mil jaaye,
Mere khuwaab tujhe bas mil jayei,
Teri dharkan main, main baas
jaau,
Teri dharkan main bas main hi
rahoon,
Donoo ho jaye, ik jism o jaan,
Teri roohh
se, rooh ye mil jaye,
Is dil ki yehi baas
khuwaahish
he,
Mere sajnaa
mujhe tu mil jaye,
Mere dil kaa
kanwaal ye khil jaye,
Mujhe saraa jahaan ye
mill jaye,
Mujhe tu jo sanaam bas mil
jaaye,
Murjhaai kaliyaa khil jaayei,
Hotoon ko tabbasum
mil jaye,
Din-raat tarap- te is dil ko,
Thoraa saa sakun to mil jaye,
Mere dil ko bas tu mil jaye,
Meri roohh
ko sukon phir mil jaye,
Written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment