19 -
Hum Ne Jaab Pyaar Jataya,
To
Buraa Man Gaye,
Haale Dil Apnaa Sunayaa, To Buraa Man Gaye,
Haale Dil Apnaa Sunayaa, To Buraa Man Gaye,
Pyaar Karte Hei tumhei Kab Se ye Chupaya humne,
Aaj Ezhaar-e Wafa Ki To, Buraa Man Gaye,
Aaj Ezhaar-e Wafa Ki To, Buraa Man Gaye,
Rooth Kar Jab Wo Ham Se snaam Jane Laga,
Chale-Tareef Ki Humne, To Buraa Maan Gaye,
Wo Bhi Karta Hei Hame Pyaar
Ye Malum Hua,
Unki Tabbasum se Hum to aaj Pehchan Gaye,
Unki Tabbasum se Hum to aaj Pehchan Gaye,
Pyaar Karte
ho To Hum Se Chupate Kyn Ho,
abb to ye Hale Dil aap ka hum Jan Gaye,
abb to ye Hale Dil aap ka hum Jan Gaye,
Sari Duniyaa Ko Deewaanaa
Banaa Rakkha
He,
Raaz Ye Kyaa He, Ye bhi hum to jan Gaye,,,,,
Raaz Ye Kyaa He, Ye bhi hum to jan Gaye,,,,,
written By Hameeda Ameer
No comments:
Post a Comment