24 –
hoor jannat
ki mujhe ko lagti he
is zamee par he wo magar palti
jo bhi dekhe
bane
diwaanaa wo
chaal, wo morni ki jab chalti
usko husne guroor
thodaa he
usne har dil ko bas yun todaa he
apni haar baat usko pyaari he
par anaa,
ka na saath choada he
us ki batoon ne dil ye lutaa he
ban gayaa us kaa, jag ye
chutaa
he
kesaa nataa ye dil kaa jodaa he
mene saraa jahaan ye choadaa
he
mujh ko wo har taraaf nazar aati
muskurahat he uski tadhpaati
us ka chehraa jo sath rehtaa he
dil pe mere ye haath rehta
he
bhool na chahoon na
bhoolaa paaun
ban ke parchaai sath rehti he
ab to us ki khushi ko jinaa hei
zehr ho -
jaam ho ki pinaa
hei
baat dil ki ye us ko kehnaa hei
zindagi tere bin naa rehnaa
hei
tere qadmoo
mei jinaa marnaa
hei
abb to bas yehi
kam karnaa he
writen by hameeda, ameer

No comments:
Post a Comment