8 -
Ho mubaaraak sabhi ko eid kaa
chaand
Eid aai he khushiyaa laai he
Eid kaa chaand aaj dekhaa he
Chand mei rab ko apne
ne dekhaa
he
Noor uskaa nzaar mujhe aaye
Saare alaam mei usko
dekhaa he
laye
khushiyaa sabhi ke
damaan mei
jinko gum
he wo door ho jayei
labb pe
mere duaa ye
aayaa he
Apne bichre
sabhi ko
miljayei
Murjhaaye
dil sabhi ke
khil jayei
Agle (
saal ) eid phir mnayei
hum
Dekh ke Chan
duaa ye mangaa
he
Ho mubaarak sabhi
ko eid kaa chaand
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment