15 -
har kisi
ko gale lgaaloo tum,
bhed bhaaw sab
mitaa do tum,
samne aaye, koi dushman
bhi,
dil main nafrat kabhi naa laao tum,
ashq aankhoo main bhar ke
kehty hoon,
or sabhi ko,
duaa ye dety
hoon,
pyaar se tum
rahoo mere bhai,
aaj bass ye
duaa main deti hoon
baat ye maanlo sabhi mery,
dard or dukh ko dilse bhulaa do tum,
nafratei dil se, sabhi
mitaa do tum,
sab ke dil main, jaghaa
banaa loo tum,
saari duniya se karlo tum
ulfat,
roohh ko apni paak karloo
tum,
man-kar kehnaa apne rab
ka sabhii
dil main insaaniyaat bharloo
tum,
writen by hameeda
ameer
No comments:
Post a Comment