15
Gulshan
main phir khili
kaliyaa, khizaa ke
bad,
Patjhar main
aarahi he bahaarein,
khizaa ke bad,
Bhawre machaal
rahe hain, khilane
ko naye phool,
Chatkii hain
phir se kaliyaa,
dekhoo khizaa ke
bad,
Gun-gun ye
karte bhaware gate
khushi ke geet,
Phoolo ke
ras ko piker,
pholoo ko dete
peerr,
Murjhayenge chaman main, phir
se ye sare
phool,
In ko
nahii he dar,
khizaan ka bahaar
kaa,
Achche hain
ye murjhaaye, dekhoo
sabhi ye phool,
Rakh loo
samhaal kar tum,
murjhaaye sare phool,
Bahaaroo-n ki
yad dilayegii, khushboo
chaman ke bad,
Kitnii bahaar
aai chamaan main,
kitnii khizaa gai,
Khushboo magar
he qayam, dekho
khizaa ke bad
Writen
by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment