8 -
gangaa ham sab
ko gar bachani hain,
qasam hum
sab ko phir,
yehi khani hain,
zulm, attiyaachar, lachaari,
bekaary, dekh,
aankh hum sab
naa jhukani
hain,
qasam ham sab
ko, yehi khani hain,
saaf
karne hain dil ke melloon ko,
phir hi gangaa ye
saaf karaani hain,
bhashtaachar ,
beimaani, zulm, sab ko,
apne bharaat
se, maar bhagaani
hain,
Writen by hameeda
ameer
.jpg)
No comments:
Post a Comment