26 -
Din aesaa kabhi
aaye, madeene
ko jayei hum,
dekhei Sabhi, madeena
ye duaa mangte hain hum,
Wo aesi basti Jaha din
Raat bhi
lagte hain kam,
parinde twaaf karte Jahaa,
insan hote sabhi
be-gum,
teri Rahmat
jahaa Barsti
ya mere
khuda, kabhi na hoty kam,
Jahaan pedaa huwe wali-allh
or pegambar baba adaam,
Har bat ka jwab
miltaa wahaa, sar ho sabhi
ka wahaa kham,
Writen by hameeda
ameer
No comments:
Post a Comment