53 –
Dil Tujhe Apne Se Zyada ye Chahta He Sanam,
Dil Duaa Mein Teri Khushi ye bas Chahtaa He Sanam
Gum Tere MujhKo sabhi,
Mil Jayein ye duaa
meri,
Har Khushi Nam Tere dil ye Chahta He Sanam,
Har Khushi Nam Tere dil ye Chahta He Sanam,
Mott Aye too tery
Banhon main,
ye Duaa Har Pal dil, Mangtaa He Sanam,
ye Duaa Har Pal dil, Mangtaa He Sanam,
Tu He Sanso Mein, Meri Dil Mein basaa,
Aakhri Sans Mein bhi Tu ho, ye chahte hai Sanam,
Aakhri Sans Mein bhi Tu ho, ye chahte hai Sanam,
Yad Ye Piyar Kare, bad hmare
jahaa wale,
Piyar Main aese Naam Kar Jaye hum-tum mere Sanam,
Piyar Main aese Naam Kar Jaye hum-tum mere Sanam,
Ye Dunia yaad
kare tujhe ( Bibbo ) Bad Marne
Ke,
Ishq Mein aesaa kuch Nam hum, Karjaye Sanam,,,,,
Ishq Mein aesaa kuch Nam hum, Karjaye Sanam,,,,,
writen by
hameeda ameer

No comments:
Post a Comment