28 –
dil
se tujhe, tere gum na bhoolaa seke kabhi,
chahaa laakh muskurana,,, na muskuraa sake kabhi,
is nadaan dil ko apne hum, naa samjhaa sake kabhi,
chupate rahe dil ke zakhmo ko, na dikhaa sake kabhi,
duniyaa ye badi zalim he, hale dil kisi ko, kabhi na kehnaa,

ye soch
karr, bas hale dil, na btaa sake kabhi,
kehte hain, waqt bahut badaa, marham hota he,

ye soch kar, khamoosh rahe, gum
sahte gaye sabhi,,,,
writen by
hameeda ameer

No comments:
Post a Comment