67 -
dil ko
Malum he, tu nahi
ayegaa kabhi,
ku pagal dil he, jo intizaar
kiyaa
kartaa he,
Be-rukhi hamne tery dekhi
he,
phir bhi ku,
dil tujhe pagloon, jesa ye pyaar kiya kartaa he,
tu hi tu kyun
hamei bhataa he sanaam,
is baat se dil ye pareshan kiyaa kartaa he,
sunaa tha pyar ye
andha hotaa, jahaan wahoon se,
tujhko chahaa
to, ye
dil atbaar kiyaa kartaa he,
tu chahe na chahe, mujhe gilaa
nahi tujhse,
phir bhi dil
teraa
hi, ye intizaar
kiyaa kartaa he,
pyaar karnaa na karnaa,
kisi ke bas
main nahi,
is liye dil
deke duhaai, ye zamaana
diyaa karta he,
(bibbo) ne pyaar
sirf tujhse
kiyaa, ye tujhe
malum he,
Phir kyun begaano me ( bibbo ) ko shumaar kiyaa kartaa he,
Written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment