64 -
Dil ko he snam
teri hi yaadon kaa sahaaraa,
Aajao sanaam dil ne hai, ro-ro ke
pukaaraa,
Ro-ro ke ye hari hai, aankhiyaan bhi hamaari,
tum Chuap gaye kahaan, leke chean
hamaara,
Ajaao tumhein dil ne, tadhaap kar he
pukaraa,
Aankhiyo ki nind-le-gaaye,
tum chean hamaaraa,
Kyun ham se ho tum door, hamei yun na
sataao,
kyaa ho gai khataa,
kyaa
kasoor hamaaraa,
tum legaaye dil kaa sukun,,,
chean hmaraa,
Ajaao tumhain dil ne tarap kar he pukaraa,
gum he or furqaat-e-tanhaai hei haar su,
ajaao siyaah
raat, jiyaa dartaa hamaaraa,
dil keh-rahaa
piyaa, bass tum looat
ke aawo,
Dam aaj nikal jaye na (
bibbo ) ye tumhaaraa,,,
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment