71 -
Dil ka shishaa
tutt kar tukde huwaa,
kurchaa huwaa,
Phir bhi tu nadaan,
kehtaa
he, ki bollo
kyaa huwaa,
Teri chaahaat main, duniyaa bhooli
ye snaam,
Tu magar duniyaa
main uljhaa, keh raha he kya huwaa,
Meri ye khamosh
nazrei, deed ki pyasi rahi,
Chand taroon ne nzaron ne, tujhe
dekhaa
kiyaa
Raat bhar roti rahi
main, yad main teri sanam
Sub-haa ko
tune hi ye puncha aankh
main ye kyaa huwaa
Dil lagi meri to,
ye dil ki lagi hi bangai
Aap ko eskaa nahii ehsas
to phir kya
huwaa
Jan jayegi meri, sajan tere hi ishq
main
Tu to bhir bhi ye kahega, kya huwa kese
huwaa
written
by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment