12 -
dhoop main, sard hawaa, barish main,
mujhko bas tu yaad
aayaa,
doorr tu rehkar bhi dil
se,
juda kabhi
naa ho payaa,
jab
main bethi
nadi kinaare,
saath tumharaa yaad
ayaa,
pehroo bethaa
karte the hum,
manzaar saraa
yaad ayaa,
jheell ke andar chaand
ko dekho,
Main jab
tum se kehty thi,
tum
kyaa kehte wo bhi mujh ko,
aaj sanam sab yaad ayaa,
main
naa dekhoon chand ko sajni,
meraa chaan to tum ho jaana,
sun kar main sharmaa-jaty thi,
saraa alaam
yaad ayaa,
kitni batei
karte the hum,
kitnaa pyaar
tha dono main,
aaj
mujhe bitaa wo sabhi,
ku
wo zmanaa yaad
ayaa,
tum
bichre to mar jaungi,
baat sdaa
ye kehty thi,
tum
bijhre main zindaa hoon,
sooch ke
aankh ye bhar
ayaa,
koi naa martaa
kisi ki khatir,
kehne ki sab
batei
hain,
apni
chahat, Soch ke
dil main,
aaj
mere bas ye ayaa,
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment