79
Dekhoon
jab main Raatoon-ko,
To Khwab
Usi-ke aate hain,
Sochoo jab
Dil Mai koi bat,
To Jazbaat
Usi-ke aate hain,
Kehtaa
He wo rooz mujhe,
Mai
Tere Dil Mai
hu, ki Nahi,
Usko Nahi
dil ki
ye khabar,
Sirf
Khyalaat Usi-ke aate Hain,
Writen by
hameeda ameer
No comments:
Post a Comment