34-
chal kahi aeyse deas hum jayei
jis jagha piyaar or mohabbat ho
chal kahi aeyse deas hum jayei
jis jagha piyaar or mohabbat ho
koi nafrat na shikayat ho jahaa
har
taraaf phool ho bahaarein hoon
door tak ham jahaan nazar dale
piyar paltaa ho piyar basraa ho
na koi apnaa ??? na praya ho
har taraf insaniyat ka sayaa ho
koi na jhut..??? na koi dehshat
piyaar hi piyar ki wo dunia ho
ik duje ko sab lagaayen galle
na kisi ko kisi se dehshat ho
har zaban par sirf Allah ho
har zaban par pehlaa kalmaa ho
jo khuda ne kahaa sabhi se he
pehle insaniyat ka chehra ho
har labbon par khilee taabassum ho
har ik dil mei, (quraan) basta ho
ik ho kaar rahei saabi bhaai
chahe hinndu, ho ya sikkh esai
piyar ki har taraf sune bolli
beti babbol ki hon sabbhi bholli
biwi hon nek dil sabhi ki jahaan
maa bhi sab ko hi..piyar deti ho
bhai behnon pe jan dete ho
behne sirf, bhai ko hi chahti ho
maal dolat ki na rahe chahaat
sirf insanniyat ki qimaat ho
ya khuda tu bnaa de aesa jahaan
jismain bas piyar-piyar paltaa ho
karle ( bibbo) ki tu duaa ye qabool
har taraf phir nzaraa,, jannate ho
Written by hameeda ameer
piyar paltaa ho piyar basraa ho
na koi apnaa ??? na praya ho
har taraf insaniyat ka sayaa ho
koi na jhut..??? na koi dehshat
piyaar hi piyar ki wo dunia ho
ik duje ko sab lagaayen galle
na kisi ko kisi se dehshat ho
har zaban par sirf Allah ho
har zaban par pehlaa kalmaa ho
jo khuda ne kahaa sabhi se he
pehle insaniyat ka chehra ho
har labbon par khilee taabassum ho
har ik dil mei, (quraan) basta ho
ik ho kaar rahei saabi bhaai
chahe hinndu, ho ya sikkh esai
piyar ki har taraf sune bolli
beti babbol ki hon sabbhi bholli
biwi hon nek dil sabhi ki jahaan
maa bhi sab ko hi..piyar deti ho
bhai behnon pe jan dete ho
behne sirf, bhai ko hi chahti ho
maal dolat ki na rahe chahaat
sirf insanniyat ki qimaat ho
ya khuda tu bnaa de aesa jahaan
jismain bas piyar-piyar paltaa ho
karle ( bibbo) ki tu duaa ye qabool
har taraf phir nzaraa,, jannate ho
Written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment