21 -
Chaar din
ki ye zindgaani
hain,
usse chooty
ye jawaani hain,
Bhool bethe
hai aaj rabb
ko hum,
Ye nahi
yaad jaan jani
hain,
Yaad rabb
ko koi nahi
kartaa,
Aaj raab se
koi
nahi dartaa,
Jante Ye nahi,
jaan jani hain,
Moot, Ayegi ,
wo to aani
hain,
ye nahi
fikr, rabb se
milnaa hain,
Apne karmoon
kaa phall to khilna
hain,
Jo gunaah
kiye, sazayei milnaa hain,
Yaad karlo
apne raab
ko tum,
Warna mushkil
main jaan aani
hain,
Choor duniyaan sabhi
ko jani hain,
Aslee ghar
to wahi banana
hain,
fikr koi
nahi hmein uss ki,
Apne Raab
ko muhh
dikhanaa hain,
Waqt he
aaj bhi samhal
jaao,
yaad karloo
apne rab ko
tum,
Bad main phirr,
tum naa pachtana,
Roke rab-ko phir manana
hain,
uski rehmaat he, saari duniyaan
par,
or inaayat
he saare bandon
par,
uski rehmaat
se, jahaan slaamat ye,
sary qayenaat
pe uski rehmat he,
waqt he
abhi, Maanlo, jaanlo rab-ko,
Jisne duniyaa,,,
jahaan bnayaa he,
hazaaron niyaamatoon
se nawaaza he,
Phir-bhi hum
usko saare bhoolle
hain,
nmaaz ( quran )
ham nahi padhte,
Rozze, haajj,
zkat, ham
nahi karte,
phir bhi
raab kaa dil
dariyaa he,
Pyaar maa se
bhi
zyaada kartaa he,
Piyaar hum
sab-ko raab to
kartaa he,
Maaf karti
hai jese galti
maa,
Raab bhi aese hi maaf kartaa
he,
Mafi mango
raab se ro-ro kaar,
Aao sajde main sabhi hum
girrjayei,
Bas eibadat main uski lagjayei,
Baat rasool-e
paak ki naa
thuk-raao,
Choordei hum
gunaah ke kamoon
ko,
Maanlei saari
raab ki batoon ko,
Dekhnaa phir
jahaan ye kyaa hogaa,
Phir to Qadmoo main wo aasmaa hogaa,
Sajde main sabhi
hum duwaa
mangei,
Apne rab se
naa door
tum bhaagei,
Waqt he
ab bhi hum
samhal jaayei,
Or ibadaat
main uski lagjayei,,,,
Written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment