19 –
Chaand tarroon se lambi teri
umar,
Maa Main raab se
duwa ye karti hoon..!
Teraa aanchal
saadan rahe sarpar,
Rooz rokaar duwa
ye karti hoon ..!
Jisne pedaa kiyaa.. or pallaa
mujhe,
uspe main jaan nisaar karti hoon..!
Uskaa aanchal sadaan rahe sarpar,
Abb to har-pal duwaa
ye karti hoon..!
Maa ki goodi
main
rakh ke sar apnaa,
Taa - qyamat main
aaj soo jayun..!
Maa ke
aanchal se khellaa karty hoon,
Abb to har-pal duwaa
ye karti hoon..!
Taa qyaamat rahe Slaamat maa,
Rab se
bass ye duaa
main karty hoon..!
Moot aaye to
maa ki, baanhoon main,
Raab se roo kar
duwaa ye karti hoon..!
Written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment