25 -
chaand taarroon
main
chall bsaayei
ghar,
dil ki duniyaa
ay mere hamdaam,
is jahaan main
nahi he koi
snam,
tere jesaa mere jesaa snaam,
khuwaab ye andekhe ye anjaane,
jis ki taabeer jahaan nahi hain
snaam,
dil ki
duniyaa ajeeb he ye
snam,
khuwaab main ji
Ke khush kyun hai hum,
naa koi raah mile, naa mile,
naa sahi,
chalpade, khuwahishon
ke peeche ham,
writen by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment