32 –
chaal kahi…. aese deas,
mere balaam,
sachche logoon ko hum talaash karein,
bhooli, suraat ho, bhoole dil hoon jahaan,
aeyse logoon kaa, chal vikaas karein,
khobsuraat, sabhi ke dil hoon jahaan,
aeisi duniyaan ko , chal talaash karein,
pyaar jo bhi krein
, sab dil
se karein,
sachchi, chahat ka, karobaar
karein,
jan dene se
bhi
koi naa dare,
hanste-hanste jaan, nisaar
karein,
jan maa-baap par chiraakte hoon,
nafratoon kaa naa karoobar
karein,
bhaai, behnoon
pe, jaan nisaar karein,
maal dolaat
kaa na khyaal karein,
zindgi bhar
nibhayei haar rishtaa,
na rishtoon
ko zaleeloo khuwaar karein,
wo aesa deas jahaa, nafratein na ranjish hoon,
sirf khushiyaan hi, khushiyaan
talaash krein,
wadaa apne khudaa
se, kaarnaa hein,
or phir raab se apne ,
darnaa hein,
zakhm naa dein
kisi
ko, bhoole se,
hum nibhaye sabhi wade qasmei,
dil naa tote, ye bas
khyaal karei,
dhiyaan baas ye hi, bar……bar
karei,
galti ho jaye
kisi se ,
maaf hum
bar..bar karei,
us ko na hum zaaleeloo, khuwaar karein,
aaj se yehi bayopaar karein,,,,,,,,,,,,
written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment