12
Bhige pyaar ki barish main hum,
yaad rahi
wo raat snaam,
or to
kuch mujhe Yaad Nahi,
ik paal bhi dil tujhe jo bhoolaa,
ik paal bhi dil tujhe jo bhoolaa,
wo pall
to mujhe Yaad nahi
Dil meraa diwaa-naa
thaa itnaa,
tery Chahat
Mein sajaan,
kese saary umr ye bity,
kese saary umr ye bity,
kuch bhi to mujhe, Yaad Nahi.
Subhaa aai, sham huii,
din aese
hi sab beett gaye,
Pyaar ki batein yaad rahi bas,
Nafrat ki batei, yaad nahi,
Dil
tujh-ko hi chahtaa thaa ye,
chahe -gaa
yunhi, ye sary
umar,
pyaar kaa Wadaa
yaad rahaa bas,
is ke
siwaa kuch yaad nahi,,,,,,,,,
Writen By Hameeda Ameer

No comments:
Post a Comment