33
Barishoo-n ka ye
zamanaa hain,
Aaj mosam
badha suhana hain,
Har taraf phool
hain baharei hain,
Hansti kaliyan hansi nazaare
hain,
Kitne dil kash sabhi
nazaare hain,
Or ham par udaasi chaai he,
Tere bin phike sab nazaare hain,
zaalim Banii aaj ye judai he,
Khatm kab hogaa sil silaa doori,
Aaja abb jaan pe ban
aai he,
Aaj zaalim bani judai
hain,,,,,
Writen By
Hameeda Ameer

No comments:
Post a Comment