Ajaa tujhe mai apni,Palkoon
main chipaaloon,
Is dil ka tujhko
main, Aainaa bnaaloon,
Itni muhabbat
he dil main,Aajaa main apni tujhko,
Sansoon main chipaalun,Aajaa meri bhnhoo
main aa,
Tujhe is
jahaa se churaalun, Aajaa bnaloon tujhko,
Aajaa bnalun Zindagi, tujhe apnii jaan bnaalun,
Gum lekar
sare tujhko, Khushiyaa main apnidun,
Meri Raatoo
ka chand he tu, Aa main tujhe sine se
lagalun,
Tapty dhoop
main, Apne aapko,Teraa sayaa bnaadun,
Tere
liye main khudko,Purwai ka ik jhooka bnaadun,
Na choo-sake
tujhe duniyaa kaa koi
gum,
Duniyaa se chipaakar,Tujhe is dil mai
chupalun,
Dil main, main
chipaa kar Tujhe, apni rooh
bnaalun,
Sari duniyaa ko tu bhulade, Bas mujhe choor-kar,
Tujhe aaj
main aese,Apni roohh, tujhe jism
banaalun,
Written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment