45
Aese zaalim se ki mohabbat he,
Jis ko rasmei wafaa
naa aai kabhi,
Dil tadhptaa
rahaa sadaa tanhaan,
Usne doori naa mitaai kabhi,
jurm ham ne kiyaa jo pyaar kiyaa,
Aesse zaalim pe atbaar kiyaa,
ik patthar dil se, pyaar kiyaa,
Dil ke tukde, haye hazaar kiyaa,
Dil se usko bhoolaa
naa paye kabhi,
Aesse zalim pe jaan
nisaar kiyaa,
Ham ne chooraa
naa wafaa ka daman,
Jurm bas yehi baar - baar kiyaa,,,,
Witten by hameeda
ameer
No comments:
Post a Comment