60
Ab
tery mohabbat ki zarurat
nahii mujhe,
ALLAH
ke siwaa abb,
mohabbat nahi mujhe,,,
Chahaa
tujhe raat-din shiddat
se is dil ne,
Abb
aese chahne ki
zaruraat nahi mujhe,,,
mene bitaaye kitne din tere intzaar mein,
mene bitaaye kitne din tere intzaar mein,
Abb or intzaar ki,
zaruraat nahi mujhe,,,
kisko sunaau haal ye dil kaa mere snam,
kisko sunaau haal ye dil kaa mere snam,
Tujh se ye
abb kehne ki,
zaruraat nahi mujhe,,,
gum ishq ka teraa ye kafi he bss mujhe,
gum ishq ka teraa ye kafi he bss mujhe,
Duniyaa ki
baharoo ki, zaruraat
nahi mujhe,,,
jane se tere ik achchi hui ye baat,,,
jane se tere ik achchi hui ye baat,,,
Abb raat din jhagarne ki
zaruraat nahi mujhe,,,
Writen
by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment