Aansu aayei
aankh main tery,
wo din sajaan naa dekhoon,
Dil chahe Duniya qadmoo main,
Dil chahe Duniya qadmoo main,
laakar tere main rakh- doon,
pyaar tujhe karti hoon
itnaa,
jitney ambaar pe
taare,
dil chahe ambar, kadmoo-n main,
tere
sajan main rakh doon,
saare jahaan ki khushiya
dedoon,
saary baharei
laadoon main,
mere bass-main ho agar
sajan,
dono Jahaan
tujh ko ladoon,
is duniyaa
ki seema hain,
mere pyar ki
kooi
seemaa nahi,
tu jo kahe to
jan ye apni,
tere laboon pe main rakh doon,
written by hameeda ameer
No comments:
Post a Comment