26
Aakar qareeb dil ke, jataa he door wo,
Us ko khabar nahi ye, mery
taqdeer ban gayaa,
Khelaa thaa kheal pyaar
ka, usne to bas yuhi,
Jo aaj mery zindagi, wo rooh bangyaa,
Har pal main, mere wo, ab jitaa he is tarhaan,
Armaan mere dil kaa, mery jan
bangyaa,
Tu khush rahe jahaa bhi rahe, dil duaa
ye de,
Mujhko nahi gilaa, jo tu anjan
bangaya,
WRITEN
BY HAMEEDA AMEER
.jpg)
No comments:
Post a Comment