43
aaj tumhari yaad ne, hmei tarpayaa
bahut,
aaj naa chahtay howe bhi , tum yaad aye bahut,
aaj tanhai ne, daraayaa hmei aakar eitnaa,

jab akele roo rahe the, hum the tanha jab bahut,
tu mera tha, mera he, mera rahegaa, umr bharr,
dil ko iss khayal se, hamne behlayaa bahut,
dil-ne jis ko apnaa samjhaa kyun wahii ( bibbo )
hmare dard pe, jane kyon muskayaa bahut,,,,

witten by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment