aaj
tum ko sunaty mard, gazaal,
kitne hote hai
bhoole dil ke ye,
har
hansi par he ataa dil in kaa,
har
hansi pe fidaan ye hote hain,
waade
karte pyaar mai ye sabhi,
pyaar
bhi baar - baar karte hain,
jahaan
dekha koi hansi chehraa,
wahi ye dil nisaar karte hain,
in ki
kamzoori sirf auraat he,
us pe duniyaa
nisaar karte hain,
us ko pane ki
ek khatir ye,
wade so-so hazaar
karte hain,
koi kehtaa he
hoor, jannat ki,
koi pariyaan misaal dete he,
chahe goori ho chahe
kaali ho,
har haseena se pyaar karte hain,
maante hai sabhi
kahaa
yuskaa,
jis-ko
ye dil se pyaar karte hain,
babaa adaam, ne maan kar kehnaa,
apni biwee ka kitne dukh the sahe,
sunke biwi ki
baat adaam ne,
wo bhi jaannat
se
phir nikale gaye,
or phir kitne sab
sahe dukh bhi,
sari duniyaa ye bhi jane hain,
sooch loo aaj
bhi samhal
jao,
apne jazbaat ko nahi kehnaa,
ik galti ki
khatir tum
sabhi,
dukh hzaar nahi sehnaa,
apne raab, se karoge ulfaat to,
koi tum ko silaa milegaa
bhi,
chaar din ki ye zindgani hain,
yusse choti ye jawaani hain,
apne raab se
manglo
maafi,
aaj se nek
kaam karnaa
hain,
wadaa karloo apne
rab se tum,
aaj se buraa naa kuch
bhi karna hain,
na-anaa,
tum dil ki batoon main,
jisse khudko zaleelo
khwaar karo,
maaf karnaa mujhe mere bhai,
aaj jo baat,,,
dil zabaan
aai,
apni biwi se, sirf pyaar
karoo,
or shushiyoon ka karoo baar karo,
qadmoon
main
biwi ke jahaa nisaar karoo,
sari duniya se zyadaa pyaar karo,
dekhnaa
phir nazaaraa
jannat kaa,
too-baa
raab se, tum baar – baar karoo,
maaf kardetaa he khudaa ham ko,
rab-ko
sajdaa tum baar - baar karo,
sari duniyaa
se tum karo ulfaat,
dil
main sab kaa, tum aehtraam karoo,
(
bibbo ) karti he pyaar
duniyaa se,
Or sab ko
dil main rakhty he,
bhai kehti he, saari
duniya ko,
or sab ko behn, samjhty he,
dard sab ka,
wo apnaa kehti
he,
har behn ke
wo
dil main rehty
he,
pyaar karti he saari duniyaa ko,
or dil apnaa paak rakhty he,
maanti
he jahaa ko apnaa ghar,
or sabhi ka khayaal rakhty he,
maaf kar-denaa
tum mere bhai,
aaj (
bibbo) se ho gai
galty,
yaad rakhnaa meri batoon
ko,
aaj se sab ko maano tum bhai,
har dukhi ko gale
lagaa-lenaa,
har kisi ko samjho
tum apnaa,
sare shikwe gale mitaa denaa,
har kisi ko gale
lagaa lenaa,,,,,,,,,,,
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment