71
aaj mujhko milegaa laal meraa,
jis mai basti hai zindgi meri,
kitni sadiyon
se hum to bichde
the,
door
hogi ye judaai meri,
raab se mangi thi
jo duwaa mene,
ho gai
aaj wo sabhii
poori,
uski umre daraaz
ho lammbi,
apne raab se duwayei
karte the,
laal meraa kitna
pyaara he,
nazre bad
se bachaye dua
ye meri,,,
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment