20
Aaj ham ayesaa
kuch karr jaye,
Rasme dunia
se
chal kahi jayei,
Tere kandhe pe rakh ke sar apnaa,
Sari dunyaa
ko ham bhoolaa
jaye,
Chall kahi aeyse des ham jaye,
Jis jaghaa piyar or mohabbat ho,
Koi nafrat
na shikayat ho,
Har taraf phool ho baharei
hoon,
Door tak ham jahan nazar dale,
Piyar paltaa
ho
piyar basraa ho,
Na koi gerr, naa koi apnaa,
Har taraf insaniyat
ka sayaa ho,
Jhut na ho, na koi dehshat ho,
Piyar hi piyar ki wo duniyaa
ho,
Ik doje ko sab lgayen galle,
Na kisi ko kisi se dehshat ho,
Har zaban par sirf (
ALLAH ) ho,
Har zaban par pehlaa
( KALMAA ) ho,
Jo ( KHUDA ) ne
kahaa sabhi se he,
Pehle insaniyat ka chehraa
ho,
Harr labbon par
khilee tabassum ho,
Har ik dil
mein ( QURAN ) bastaa
ho,
Ik ho kar rahei sabbi bhai,
Chahe hinndu ho ya musalma
ho,
Chahe sikkh ho, yaa ho wo isaai,
Piyar ki har
taraf sune boli,
Bety babol
ki hon sabbhi bholli,
Biwi hon nek
dil, sabhi ki jahan,
Maa bhi sab ko
hi
piyar deti ho,
Bhai behnon
pe
jan
dete hoon,
Behne sirf bhai
ko hi piyar karei,
Maal dolat ka naa
khyaal karein,
Sirf insanniyat ki qimat ho,
Ya ( KHUDA ) tu bnade aesa jahan,
Jis mein bas
piyar-piyar palta ho,
Karle ( bibbo ) Ki tu duaa ye
qabool,
Har taraf phir nazaara jannat
ho,,,,
Written by Hameeda ameer

No comments:
Post a Comment