56
Aai he jo Barsat ye,
Baadal bhi grajte
hei,
Sawaan ke sath-sath
ku hum bhi roo
diye,
Aai bahaar jab
to, hans khelte
rahe,
Aai khizaa, bahaar ke
sang, hum bhi roo diye,
Pooraa tha chand,pur
shabbab par thi jab wo raat
Aai andhery raatt jo,
tujhe yaad karke
roo diye,
Shiddat se tujh
ko chahaa, naakamiyaa
mily,
Khud apni hi
wafaaoo par ( bibbo ) ku
roo diye,
Tune bhoolaa.diyaa he,
ye sochte hain hum,
Yaad ishq teraa
ayaa to, pachtaa ke roo
diye,,,
Written by
hameeda ameer

No comments:
Post a Comment