34
Aai Barkhaa
phir yadoon
ne lee dekho angraaili he,
Mushkil se dil bhoolaa tha, barkhaa ne yaad
dilaai he,
Kese kahoo main, mere sajnaa dil par kyaa-kyaa bity,
Tere
sang beety, sab raatein
yaad mujhe bas aai he,
Dil
ne pagal mujhe bnayaa, or teri yaadoo-ne dil ko,
Aajaa abb to mere balamwaa ankhiyaa neer bahayi
he,
Chenn nahi miltaa, bin tere dil ko mere ik pal bhi,
Sawaan rutt main,
mery to abb,
jan hi lab pe-aai he,
Written by hameeda
ameer

No comments:
Post a Comment