Tumse gar rishta ye tut bhi
Gaya
is dil main teri yaadein sirf kafii hain,
bigar-gyaa ye roop or rang to kyaa huaa
Is rooh or dil main teraa shbab kafi he,
Main door hoon, yaa
pas koi fark nahii,
Is dil ki har dharkan
pe tera hak ye kafi he,,,,
Written by hameeda ameer
No comments:
Post a Comment