Pyaar to bass
pyaar he, uss
main buraai kuchh nahii,
Ishq ki pooja
karoo, uss main burai kuch nahii,
Pyaar masjid, pyaar mandir,
pyaar kan-kan mein basaa,
Pyaar bin ye jahaa
kuch bhi nahi,
kuchh bhi nahii,
Pyaar se
zindaa he duniyaa, pyaar bin kuchh bhi nahii,
Pyaar do
sabko yahaa, is main buraai kuch nahii,
Pyaar wo dolatt he jo, khtm kabhii
hoti nahii,
Pyaar se
zindaa sabhi rishte, unhei bass pyaar do,
Pyaar se
sabko pookaroo, pyaar se awaaz do,
Dekhnaa duniya ye jannat, dushmani kuch bhi
nahii,
Pyaar sabko deke tum dukh sabhi ke bantloo,
Dekhnaa phir
ye zamii, jannat se kam hogaa nahii,
Written bye
hameeda ameer

No comments:
Post a Comment