Kahaa
Ghalat Kaha he Mene, Tera har taraf nishaa hain,
Teri hazaar nishaaniyaa hain, har su tu bas nazar main
Teri hazaar nishaaniyaa hain, har su tu bas nazar main
Mein jahaa kahii bhi jau, bas tuhi tu nazaar main,
Tu meraa bass khudaa he tuhi bass nazaar main,
Teri rehmatoo se abb tak duniyaa ye bass tiki he,
Har pall duaa yehii bass, tere saye main rahoo main,
Written
By Hameeda Ameer

No comments:
Post a Comment