Naa aaye wo kehkar gaye the aayenge,
Naa ye khbar
thi wo umr bhar rulayenge,
Yehi kehte
the wo umr bharr nibhayenge,
Magar naa sath diyaa charr dunn bhi ulfat main,
Wo bholaa
chehraa aankhoo main pyaar chalkaa thaa,
Chipaaye
bethe hain dil main kabhi to aayenge,
Jane kis
weham main intzaar karte hein,
Ye bhii
maloom he wo loott ke na aayenge,,,,,,,,,
Written bye
hameeda ameer

No comments:
Post a Comment