Tuesday, April 14, 2015

tham jati hain meri ye sanssei,

tham jati hain meri  ye sanssei,
jab tu mere  qareeb kabhii  hotaa he,
ajeeb manzaar us waqt is dil kaa,

or is duniyaa kaa bass  hotaa he,
kabhii  nazaar uthke nahi  jhukti,
or  kabhii  nazar chukk ke nahii uthti,
or kabhii ye dil meraa hokar bhi,
kambakht  kyun  meraa nahii hotaa he,
or kabhii  tu meraa hokar  bhi,
mere  aass pas kabhi  nahi  hotaa he,
ye kyaa he kuch smjh nahi ataa,
ye  ishq he yaa koi  pagal  pan he,
kyaa  ishq ka koi dwaa nahii hotaa he,

written  by  hameeda  ameer 

No comments:

Post a Comment