Thursday, May 7, 2015

Sari duniyaa mujhe ye apni lage,

Sari duniyaa mujhe ye  apni lage,

Har ik  insaan  mujhko apnaa  lage,
Behen mujhko   har ik  aurat lage,
Budhe maa baap mujhko apne  lage,
Or duniyaa ke sabhi choote bache,
Apne bête, bety mujhko   lage,
Mujhko har su  nazaar  aati  kudrat,
Karishmaa sari  mujhko duniyaa  lage,
Kitnii pyaari  ye sari duniyaa hai,
Is mai kyaa-kyaa kmal mujhko lage,
Uski qudraat ko dekhoo goor  se tum,
Uski har she mai ik isharaa lage,
Pyaar karke sabhi tum dekho,
Rabb ko khush karrke kesa tumko lage,,,,,

written by hameeda ameer

No comments:

Post a Comment