Thursday, May 7, 2015

aasmaa or zamee bnaye sabhi

aasmaa  or zamee bnaye  sabhi

chand  suraj  phool  ugaye sabhi,
hathi or chinti  bhi bnaye  sabhi,
fal   phool  mewaa  ugaye sabhi,
bat mere smjh ye aai he,
humne cheety   bhii na  bnai he,
mujhse honge na byaa  qisse,
umr sary ye beet jaye  sabhi
umr sari mai byaa jo karoo,
khtm honge na uske charche kabhi,
bhooll hogai jo mere rabb mujhse,
maff kardena   tu gunaah ye sabhi,
( bibbo ) adnaa si ik nishani he,
apne maa baap ki kahani he,
jisne duniyaa ko apnaa mana he,
rehm dil sabhi pe ho ye thana he,
jo btayaa rabb ne uspe chalty he,
rehm duniyaa pe ( bibbo ) karti he,
jo btayaa rabb ne uspe chalti he,
sari duniyaa pe rehm wo karti he,
chall   kpat nafratoo se darti he,
gum-zadaaoon  se boodho se pyar karti he,
or duaa sab ke haq mei karti he,

written by hameeda ameer

No comments:

Post a Comment