Na
karnaa tum kabhi guroor in baharoo
parr,
Khizaa bhii aati he, baharoo ke bad, ye-bhi yadd rahe,
Naa karnaa shak tum kabhi apne dilbar parr,
Tum
khud bhi gunah.gaar hoo, ye-bhi yadd rahe,
Nahi duniaa kisi ki,
ik
humsafar ke siwaa,
Dukhoo main kam wahii aayengaa, ye-bhi yaad rahe,,,

No comments:
Post a Comment