Monday, July 7, 2014

Dil kash nzar ye teri dil meraa legai,

Dil  kash   nzar  ye  teri ,  dil  meraa  legai,


Dono   jahaan  se  ye  beganaa  kargai,
Yun jee-rahe hain aaj,  tum se bichar ke hum,
Muskan in laboon  ki,   sakoon    dil   ka  legai,
Rote   hain  abb to  rat-din tujhko pokar te,
chahat  Teri  humein  ye,   kyaa  inaam  degai,
Jo  khoogyaa   ye   dil abb  afsoos uskaa kyaa,
Duniyaa main naam ishq ka, ye hum ko degai,
Aate ho rooz khuwab main, milte nahi magar,
is khuwab se magarr,  meri  duniaa  swargai,
Dil  kehtaa  he tu ajaa, or rasmain kahein na aa,
Is dil ki kashh-maa-kashh main ye jaa nikal gai,

written by hameeda ameer

No comments:

Post a Comment