Din raat tere ishq main, aansoo bahaye hain,
Aansoo bahaa ke phir bhi, tujhe pa na ,paye hain,
Phooloon ko chooke
humne, ye zakhm khaye hain,
Khud pyaar
ki rahoon main,
ye kante bichaye hain,
Kyun tujhse pyaar
ki,
phir bhi ummed kiye ja
rahe hain hum,
Ik Patthar
se dil lagaa-kar,
ye dil-ke tukre bnaye hain,
written by
hameeda ameer
No comments:
Post a Comment