wo dekho chale hein, mera dil churaa ke,
wo dekho chale hein, mera dil churaa ke,
ye aahein meri, abb na jayein ye khali,
ibadat kari he, khuda humne itnii,
duaa ab khudayaa ye jaye na
khali,
tujhi se ye faryad
karte hain ya rabb,
tu bharde mohabbat se jholi hmari,
tu chahe to bas-jaye ujre huwe dil,
duaa tujhse mangi naa jaye
ye khali,
tere darse lote naa koi khali
swalii,
he ummeed dil ko, ye
kehta swali,
written by hameeda ameer
No comments:
Post a Comment